Baagdham Samiti NGO in Haridwar
Baagad dham samiti ke adhyaksh mohit goyal ji ne kal din raviwar ko mahilao or garib kanyao ke liye silai prasikshan kendra ka udhghatan bhadrabad me kiya. jaha par school ke bacho ne sama bandha. aaiye hum sabhi milkar mohit goyal ji ke is kaarya me unki madad kare..agar aap sabhi humari samiti ki madad karna chahate hai to humara contact no. hai.-1334-606606, 09917889779....plz help poor people.

No comments:
Post a Comment